shor hai shaam ke lashkar may ke abbas aaye
aur tabaatur khabar aayi ke bahot paas aaye
par ghame shaahe shaheedan se basad yaas aaye
boli taqdeer ke ye jang re neh raas aaye
bad ke ghode ka shaja'at ne qadam choom liya
fatha ne gosha e daaman e alam choom liya
شور ہے شام کے لشکر میں کہ عباس آے
اور تباتر خبر آی کہ بہت پاس آے
پر غم شاہ شہیداں سے بصد یاس آے
بولی تقدیر کے یہ جنگ رے نہہ راس آے
بڑھ کے گھوڑے کا شجاعت نے قدم چوم لیا
فتح نے گوشۂ دامان عالم چوم لیا