karbala ki rayt pe pyason ki hai ye daastan hai sakina ki sada pe tham gayi nehr e rawan
na rahe abbas ghazi na raha akbar jawan ho gaye qasim ke tukde ashkhiyon ke darmiyan karbala ki rayt pe...
asghare baysheer ne kaisa diya hai imtehan muskurana dekh kar hai ro pade arz o samaa karbala ki rayt pe...
tay kiya kaise safar jakde huwe zanjeer may sayyede sajjad par hai ro rahi thi bediyan karbala ki rayt pe...
ab musibat ko teri hashim kare kaise bayan be rida kulsoom o zainab hai shaki ke darmiyan karbala ki rayt pe...
|
|